Thursday 3 July 2014

Every Son Of Adam Except His Spinal Chord Form Which His Body Reconstituted

Ibn e Adam Ki Reerh Ki Haddi Ke Ilawa  Sare Jism Ko Matti Kha Jati Hai

Best-Hadith-Ever

1 comment:

  1. Agar Matam Mansookh Hota To Pir Janab e Rissalat(s.a.w) ny janab e Hamzaa(a.s) ka matam q karwaya sahaba ny noha parha aur mastorat ny matam kia... Hazrt usman k marny per 70 hazar sahaba e Rasool(s.a.w) ny usman k marny per matam kia. Agar yeh matam o gham krna gunah hota to q Quraan me Hazrat Yaqoob(a.s) hazrat yousuf k gham me roy aur apni aankho ka noor jata raha.. Yeh bus bughz e Ehlybait hy ap logo k dil me jis sy bra gunah aur koi nai ho skta tm nai krty matam to na kro. Kia munh dikhao gay apny Aaqa(s.a.w) ko k ham logo k dil pathar thy ham ny usko qatal kia aur yeh thi nana ki umat ki islaah krna. Lanat hy esy muslman per jo nimaz to parhta hy magar yeh nai janta k Hussain(a.s) na hoty to na yeh azan hoti aur na nimaz o quraan hoty dunia yazeed ho jati.

    ReplyDelete